Rahul Sonar

नोव्हेंबर 21, 2009

Jessica Alba Latest Pictures

Filed under: Uncategorized — Rahul Sonar @ 4:24 pm

नोव्हेंबर 19, 2009

vitthala tu veda kumbhar

Filed under: Marathi Poem — Rahul Sonar @ 12:10 pm
Tags: , ,

फिरत्या चाकावरती देसी मातीला आकार
विठ्ठला, तू वेडा कुंभार

माती पाणी, उजेड वारा, तूच मिसळसी सर्व पसारा
आभाळच मग ये आकारा
तुझ्या घटांच्या उतरंडीला नसे अंत ना पार

घटा घटांचे रुप आगळे, प्रत्येकाचे दैव वेगळे
तुझ्याविणा ते कोणा न कळे
मुखी कुणाच्या पडते लोणी, कुणा मुखी अंगार

तूच घडविसी, तूच फोडीसी, कुरवाळीसी तू तूच ताडीसी
न कळे यातून काय जोडीसी
देसी डोळे परी निर्मिसी तयापुढे अंधार

ऑक्टोबर 25, 2009

Tune jo na kaha, mein woh sunta raha

Filed under: Songs — Rahul Sonar @ 5:09 pm

Movie: New York (2009)
Music Director: Pritam Chakraborty, Pankaj Awasthi, Julius Packiam
Director: Kabir Khan
Lyrics:Sandeep Srivastava, Junaid Wasi
Starring: John Abraham, Katrina Kail and Neil Nitin Mukesh
Song Title: Tune Jo Na Kaha
Tune Jo Na Kaha Lyrics


(Mmmmmmm….mmmmmm…) 4

Tune jo na kaha, mein woh sunta raha
Khamaka bewaja khwaab buntha raha
Mmmm mmm mmmmmm… mmm mmmm

Tune jo na kaha, mein woh sunta raha
Khamaka bewaja khwaab buntha raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna tikana raha
Durr chahat se mein apni chalta raha
Khamaka bewaja khwaab buntha raha

Gar woh pehle se hai zyaada, khud se phir yeh kiya wada
Khamosh nazrein rahe bezuban
Hmmmm…mmm…mmmm….
Apno phele si baatein hai, bolo tho lab thar tharatein hai
Raaz yeh dil ka, na ho bayaan
Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi
Humsafar mein tho hai humsafar hai nayi
Durr jatha raha, paas aatha raha
Khamaka bewaja khwaab buntha raha
Hmmm…mmm…mmmmm…

Aaya woh phir nazar aise, baat chidne lagi phir se
Aankho mein chubtha kal ka dhuwaa
Mmmm..mmm…mmm…
Hal tera na hum sa hi, is khushi mein kyun gham sa hi
Basne laga kuyn phir woh jahan
Woh jahan dur jisse gaye te nikal
Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehal
Lamha beeta huwa, dil dhukata raha
Khamaka bewaja khwaab buntha raha

Tune jo na kaha, mein woh sunta raha
Khamaka bewaja khwaab buntha raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna tikana raha
Durr chahat se mein apni chalta raha
Bhuj gayi aag thi, dhaag jalta raha

kitni baatein yaad aati hai

Filed under: Songs — Rahul Sonar @ 5:06 pm

Movie : Lakshya
Singers : Hariharan and Sadhana Sargam
Song : Kitni Baatein Yaad Aati Hai
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : Hrithik Roshan, Preity Zinta, Boman Irani, Amitabh Bachchan
Music Director : Shankar Ehsaan Loy


kitni baatein yaad aati hai

tasveerein si ban jaati hain

main kaise inhe bhooloon

dil ko kya samjhaaun

kitni baatein kehne ki hai

honthon par jo sehmi si hai

ik roz inhe sun lo

kyun aise gum sum ho

kyun poori ho na paayi daastaan

kaise aayi hai aisi dooriyaan

dono ke dilon mein chhupa hai

jo ik anjaana sa ghum

kya ho paayega wo kam

koyi kya kahe

dono ne kabhi zindagi ke

ik mod pe bhi jo paayi

hai kaisi wo tanhaai

koyi kya kahe

kitna veeran hai ye sama

saanso mein jaise ghulta hai dhuan

kaisi aayi hai aisi dooriyaan

kitni baatein yaad aati hai

tasveerein si ban jaati hain

main kaise inhe bhooloon

tum se aaj yoon mil ke dil ko

yaad aaye lamhe kal ke

ye aansoo kyun hai chhalke

ab kya kahe

tumne hum ko dekha jo aise

to ik umeed hai jaagi

phir tum se pyaar paane ki

ab kya kahe

aa gaye hum kahaan se kahaan

dekhe mud ke ye dil ka karvaan

kaisi aayi hai aisi dooriyaan

kitni baatein kehne ki hai

honthon par jo sehmi si hai

ik roz inhe sun lo

kyun aise gum sum ho

kitni baatein yaad aati hai

tasveerein si ban jaati hain

main kaise inhe bhooloon

dil ko kya samjhaaun

सप्टेंबर 1, 2009

I need you to survive

Filed under: Love, Life and Thoughts — Rahul Sonar @ 7:54 सकाळी

survive

I can’t live this life
Without you by my side
I need you to survive
So stay with me
You look in my eyes and I’m screaming inside that I’m sorry.

I loved you more than I have ever known
Those starry eyes
Those tender lips
You made my heart melt
Then boil into a roaring fire
I now know
What my eyes could not see
You are the only one that is for me
Many nights those tears flew
Being myself without anyone
Anyone to care about the thoughts
Looking at the sky and knowing
Many mistakes I had
Many mistakes I have had

Next Page »

Blog at WordPress.com.